Saturday, September 13, 2014

Aurat Ghar ki Rani ya dasi? Is woman maid or queen? In Hindi and Urdu

Aurat Ghar ki Rani ya dasi? Is woman maid or queen? In Hindi and Urdu

Woman and man both are equal respected. Aurat bhi mard hi ke brabr respect ki haqdar he. agar Aurat wife bankar ghar me ho to who Ghar ki dasi nahi hoti balkeh who ghar ki rani it mean “House Queen” hoti he, but some log Aurat ko “Ghar ki Dasi” it mean “House maid” samajhte he jo bhut hi bad thinking he. Jis tarha aik Husband as a human kai feelings apne heart me rakhta ha same is tarha wife bhi apne heart me as a human feelings rakhti ha. 


Wedding ke bad hum jis girl ko apne ghar me late hein us ko agar hum log Ghar ki dasi samajhte hain to just imagine kare ke agar yeah hi mamla apki sister and daughter ke sath ho to aap kaisa feel kareinge. Aurat, Istri, wife ko Urdu me Shariqe hayat, Hindi me Jeevan sathi and English me “life partner” kaha jata ha jo ak reality ha. Wedding I mean shadi ke bad Orat (wife) mard ke sukhdukh ki real sathi (fast friend) hoti he.
Do not misbehave your life partner. She is a queen not a maid.

Imagine kijiye keh jis tarha King ki wife Queen hoti he yani “Rani” ka shohar “Raja” (Badsha) hota he. Is tarha agar koi husband (pati) apni wife (patni) ko as a maid treat karta ha yani “Nokrani” bana kar rakhta he to “Dasi” ka admi khud hi “Daas” ban jata he. Yani in short apni biwi (wife) ke sath better behave kijiye us ko nokrani na samjhiye.
But problem yeah bhi he k jab koi person patni ki bate sunta hai, biwi se mashwara leta ha and apni wife se better behave karta ha to kuch nasamajh log oosko “joru ka ghulam” kehkar tana dete he. But aik samajhdar admi ko is type ke comments ki parwah nahi karna chaiye. Life me agar real enjoy ki bat kare to jab aap kisi human ke sath best and better behave karte hain to aap ko jo real happiness hasil hoti ha wahi real life’s enjoyment hai. Apni wife ke sath achca sulook kar ke life ko really enjoy keejiye.
Don’t beating biwi ko choti choti bat par marna peetna is wrong (ghlat he). Wife ki value ko samajhiye, little problem ko big problem na banaiye. Life me choti-moti bate hoti he apne mind ko fresh rakhye jhagda her masle ka hal nahi ha. Agar patni, biwi kisi aisi bat ki demand kare jo wrong na ho and us ka right (adhikar, haq) ho to us ki demand ko pura karne ki koshi kare.
In short, Take better behaves and keeps peaceful life. You give women their right. Justice is a needed thing in the human for peaceful life.

No comments:

Post a Comment