Wednesday, October 15, 2014

Bachche ke paida hone ke bad sambhog kab aur kaise? Answer on blog post In Urdu and Hindi

Some guys ask these questions: - bachche ki paidaish k bada patni se Sambhog kab kare? Shishu (baby) ke janam ke bad kya mahliao me sambhog ki feelings kam ho jati he? Delivery ke bad kya kare? What do in this condition?
Answer in Hindi Urdu English mix language: - Experts ke according delivery ke baa I mean bachche paida hone ke bad different women ko different period tak pain rehta he. aap jante hi he ke bachche kahan se paida hote hain (baby ki delevry kaise hoti he) ? bachcha aurat ki bhut hi nazuk jagah se I mean “yoni” (sharmgah, Guptang) ke through bahar ata he is condition me aap khud apne mind se soche ke aik woman is period me kis Dard and pain se guzrihogi is condition me naturally many women ki sex ki ichcha dab Jati he.
delivery ke bad miya biwi sambhog kab karte he is bat ko lekar Different think samne ati he, some pati-patni 1 month ke bad sax karene ke mood me ajate he, but if delivery was long & difficult I mean agar bachche ka janam mushkil se huwa ho to is condition me garbhvati mahila ko dard bhi long time tak rehta he is condition me patni ka mood 2 or 3 month ke bad sambhog ke lye ready hota he. Some man and woman 4, 5 or 6 month rest karne ke bad sambhog karte he. It means.........